Wednesday, 8 August 2012

wah!


Wo jo Rehta tha is dil mein kabi "apnon"ki tarah,
Aisa bhola k milta hy ab "sapnon"ki tarah,
Pal pal karta tha jo sath"nibhane"ki batain,
Chorr gaya hm ko purani "rasmon"ki tarah,
Ruswa huay "zamany"mein to ye jana,
Tere waady b thy jhooty teri "qasmon"ki tara.

No comments:

Post a Comment